Ya Nabi nazr e karam farmana,
Ya Nabi nazr e karam farmana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…
Zahra paak kay sadqay, humko
Taiba mein bulwana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…
Aap ke dar ka hoon mein bhikari,
Aap hain mere daata,
Saray rishtay naaton say
hai pyara apna naata
Aap ke dar ka hoon mein bhikari,
Aap hain mere daata,
Saray rishtay naaton say
hai pyara apna naata
Aap to hain....
Aap to hain aata hai jinko
sabh ki laaj nibhana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…
Bay saya hain lekin
do jag per hai app ka saaya,
Arsh e Mu alla bana muhalla
deed ko Rab ne bulaya,
Bay saya hain lekin
do jag per hai app ka saaya,
Arsh e Mu alla bana muhalla
deed ko Rab ne bulaya,
Harsh Talak na..
Harsh Talak na hoga
kisi ka aisa aana jana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…
Saj gayi hai milad ki mehfil,
kya hai khoob nazara,
Kaif o masti mein dooba hai
dekho aalam sara,
Saj gayi hai milad ki mehfil,
kya hai khoob nazara,
Kaif o masti mein dooba hai
dekho aalam sara,
Dhoond rahi hai,
Dhoond rahi hai,Aap ki rehmat
bakhshish ka bahana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…
Nisbat ka faizan hai dekho
Khaadime Ghouse Jalee hoon
karta hai mujh pe naaz zamaana
Mai Ausaafe Ali hoon
Nisbat ka faizan hai dekho
Khaadime Ghouse Jalee hoon
karta hai mujh pe naaz zamaana
Mai Ausaafe Ali hoon
Aap ki aal ke......
Aap ki aal ke dar ka sag hu
saahil hu puraana
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana,
Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana…
Zahra paak kay sadqay, humko
Taiba mein bulwana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana,
Aye Hasnain ke Nana…