Illallahu Ilallah Ilallaho Ilallah
Ilallaho Ilallah Ilallahu Ilallah
Haq La Ilaaha Ilallah, Haq La Ilaaha Ilallah-2
Khudi ka sirey nihan,-2
La Ilaaha Ilallah huq La ilaaha ilallah-2
Khudi hai Tegh e fasaan,-2
La Ilaaha Ilallah huq la ilaaha ilallah
Haq La Ilaaha Ilallah, Haq La Ilaaha Ilallah
Illallahu Ilallah Ilallaho Ilallah
Ilallaho Ilallah Ilallahu Ilallah
Yeh daur apnay baraheem ki talash main hai-2
Sanam kada hai jahan-2
La Ilaaha Ilallah.
Haq La Ilaaha Ilallah, Haq La Ilaaha Ilallah-2
.........
Agarchay boot hain jama'at ki asteenoon main-2
Mujhay hai hukm e azaan-2
La Ilaha Illalla.
Haq La Ilaha Illallah, Haq La Ilaha Illallah.-2
............
Kiya hai tunay mata e ghuroor ka soda-2
Faraib e sood o zian-2
La Ilaaha Ilallah.
Huq la ilaaha ilallah huq la ilaaha ilallah-2
Kisi nay pucha kay jannat ki koi kimat hai-2
To Mustafa nay kaha-2
La Ilaha Illallah.
Haq La Ilaha Illallah, Haq La Ilaha Illallah-2
Milad Raza Qadri