Kya tujhako kabhi bhi meri
Yaad aati nahi....ho..
Kya tujhako kabhi bhi meri
Yaad aati nahi
Jaise tadpaati hai mujhako
Tujhako tadpaati nahi...
Tujhako tadpaati nahi
Pal pal mujhe tadpaati hai
Yaad teri
Sunake aaja tu aaja
Aawaaj meri
Mujhe jine nahi deti hai yaad teri
Bewafa na tu samjhana
Pyaar hai tujhise mujhe
Bewafa na tu samjhana
Pyaar hai tujhise mujhe
Kismat mein jab milan na ho
Kaise mil paau tujhe
Kaise mil paau tujhe
Meri jaan jaise leti hai
Yaad teri
Tujh bin hai yeh duniya
Viraan meri
Mujhe jine nahi deti hai
Yaad teri