Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Yaad aane se pehle chale aayiee
Aur phir jaaiyein jaan jaane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Apni aankhon mein mujhko basa lijiye
Apni aankhon mein mujhko basa lijiye
Apne dil mein mera ghar bana dijiye
Kya karu dil kahi aur lagta nahin
Pyar mein aapse dil lagane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Ishq ke maine kitne fasaane sune
Ishq ke maine kitne fasaane sune
Husn ke kitne kisse puraane sune
Aisa ladta hain phir iss tarah tut kar
Pyar humne kiya ek jamaane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Aapka naam dil se nikalta nahin
Aapka naam dil se nikalta nahin
Dillagi mein koi jor chalta nahin
Dillagi mein koi jor chalta nahin
Aapko bhul jane ki koshish bhi ki
Aur tadpa hoon main bhul jaane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad
Yaad aane se pehle chale aayiee
Aur phir jayien jaan jaane ke baad
Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin
Ek bas aapki yaad aane ke baad.