Aaaa....
Aaaaa....
Bahut shukriya badi meherbani
Meri zindagi mein huzoor aap aaye
Kadam choom loon ya!
Ke aankhe bichhaa du
Karun kya yeh meri
Samajh mein na aaye
Bahut shukriyaa.....
Karun pesh tum ko
Nazraana dil ka, Nazraana dil ka
Karun pesh tum ko
Nazraana dil ka, Nazraana dil ka
Ke ban jaye Koyi, afsaana dil ka
Khuda jane aisi, Suhani ghadi phir
Khuda jane aisi, Suhani ghadi phir
Meri zindagi mein palat ke na aaye
Bahut shukriyaaaa, Badi meherbani
Meri zindagi mein, huzoor aap aaye
Bahut shukriyaaa...
Khushi toh bahut hai
Magar yeh bhi gham hai
Magar yeh bhi gham hai
Ke yeh sath apna
Kadam do kadam hai
Magar yeh musafir
Dua maangta hai
Magar yeh musafir
Dua mangta hai
Khuda aapse phir, kisi din milaaye
Bahut shukriyaaa badi meherbani
Meri zindagi me huzoor aap aaye
Bahut shukriyaaa...
Aaaa....
Mujhe dar hai mujh
Mein ghuroor aana jaye
Lagoon jhoomne main
Suroor aa na jaye
Suroor aa na jaye
Kaheen dil na mera
Yeh taareef sun kar
Kahi dil na mera
Yeh taareef sun kar
Tumhara bane aur
Mujhe bhool jaye
Bahut shukriya badi meherbani
Meri zindagi mein huzoor aap aaye
Kadam choom loonn ya
Ke aankhe bichhaa du
Karun kya yeh meri
Samajh mein na aaye
Bahut shukriya...