Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ae dil
akelaa kahaan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ae dil
akelaa kahaan
Saathi na koi manzil..
Mohd Rafi ️
Hamadam mile koi kahin
Aise naseeb hi nahin
Bedard hai zamin, dur aasman
Hamadam mile koi kahin
Aise naseeb hi nahin
Bedard hai zamin, dur aasman
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ae dil
akelaa kahaan
Saathi na koi manzil
Patthar ke insaan mile
Patthar ke devta mile
Shishe kaa dil liye jaaun kahaan
Patthar ke insaan mile
Patthar ke devta mile
Shishe kaa dil liye jaaun kahaan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ae dil
akelaa kahaan
Saathi na koi manzil...