Jise zindagi, dhoond rahi hai
Kia ye Wo mokam, mera hai
Yahan cheen, se bas rukjaao
Kyu dil ye mujhe, kheta hai
Jazbat naye se miley hain
Jane kia asar ye huva hai
Ek ass mile phir mujhko
Jo kabool kise ne kia
Haan...
Kise shayer ki gazal
jo dy rooh ko sakoon kay pal
Koi mujhko yu mila
Jasy banjare ko ghar
Naye mosam ki sehair
Ya sard main dopahir
Koi mujhko yu mila hai
Jesy banjare ko ghar
Hmmmmmm,
Hmmm,
Aaaaa,
Jesy koi kinara dyta ho saahara
Mujhe wo mila kise mor par
Koi raat ka tara karta ho ujjala
Waisy hi roshan kare wo shehaar
Dard mere wo bhula hi gaya
Kuch aesa asar huva hai
Jena mujhe phir se wo sekha raha
Haan...
Jesy barish kar dy tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yu mila hai
Jesy banjare ko ghar
Naye mosam ki sehair
Ya sard main dophair
Koi mujhko yu mila hai
jesy banjare ko ghar
Koi mujhko yu mila hai
Jesy banjare ko ghar
jesy banjare ko ghar
jesy banjare ko ghar