menu-iconlogo
huatong
huatong
muhammad-abdullah-arif-qureshi-hasbi-rabbi-jallallah-cover-image

Hasbi Rabbi Jallallah

Muhammad Abdullah Arif Qureshihuatong
peggideewhuatong
بول
ریکارڈنگز
Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah....

Hasbi Rabbi Jallallah,

Ma Fi Qalbi Ghairullah

Noor E Muhammad Sallalla,

Laailaha illallah...

Tere Sadqe Me Aaqaa..

Saare Jahan Ko Deen Mila

Bedeeno Ne Kalma Padha

Laailaha illallah..

Tere Sadqe Me Aaqa...

Saare Jahan Ko Deen Mila..

Bedeeno Ne Kalma Padha

Laailaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah...

Ma Fi Qalbi Ghairullah...

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah...

Khub hai naam e Muhammad..

Jis mein nukhta gawara nhi..

Khud rab ne hai farmaya jo..

Tumhara nhi wo hamara nahi...

Khub hai naam e Muhammad..

Jis mein nukhta gawara nahi..

Khud rab ne hai farmaya jo..

Tumhara nhi wo hamara nahi..

Meri mushkil ko asan kr diya Hardam tune

jab bhi maine dil se kaha..

Lailaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla

Laailaha illallah...

Simt E Nabi Abu Jehal gaya..

Aaqa Se Usne Ye Kaha..

Tum Ho Nabi Batlaao Zara..

Meri Mutthi Mein Hai Kya..

Simt E Nabi Abu Jehal Gaya..

Aaqa Se Usne Ye Kaha..

Tum Ho Nabi Batlaao Zara..

Meri Mutthi Mein Hai Kya..

Aaqa Ka Farman Hua..

Aur Fazl E Rahmaan Hua..

Mutthi Se Patthar Bola Laailaha illallah

Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah..

Apni Bahan Se Bole Umar (Ra)

Ye To Bata Kya Karti Thi..

Mere Aane Se Pahle Kya..

Chupke Chupke Padhti Thi..

Apni Bahan Se Bole Umar (Ra)

Ye To Bata Kya Karti Thi..

Mere Aane Se Pahle Kya..

Chupke Chupke Padhti Thi..

Bahan Ne Jab Quran Padha..

Sunke Kalam E Paak Khuda..

Dil Ye Umar (R.A) Ka Bol pada..

Laailaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha Illallah...

wo jo bilal e habshi hai..

Sarvar di ka pyara hai..

Duniya ke har aashiq ki..

Aankhon ka wo taara hai..

wo jo bilal e habshi hai..

Sarvar di ka pyara hai..

Duniya ke har aashiq ki..

Aankhon ka wo taara hai..

Zulm huye kitne unpar..

Sine pe rakha pathar..

Fir bhi zuban par jaari tha..

Laa ilaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah..

Ma Fi Qalbi Ghairullah..

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah..

Hasbi Rabbi Jallallah...

Ma Fi Qalbi Ghairullah...

Noor E Muhammad Sallalla..

Laailaha illallah...

Dua mein yaad Rakhna

Muhammad Abdullah Arif Qureshi کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے