Hmm hmmm hmmm...
Hmm hmm hmmm
Hmm hmm hmm
Ek pyaar ka nagma hai,
Maujo ki rawaani hai,
Ek pyaar ka nagma hai,
Maujo ki rawaani hai,
Jinndagi aaur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai,
Maujo ki rawaani hai,
Jinndagi aaur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai..
La la la la la...
La la la la la la..
Kuch paakar khona hai,
Kuch khokar paanaa hai,
Jeewan ka matlab toh...
Aana aaur jaanaa hai
Do pal ke jiwan se,
Ek umra churaani hai,
Jindagi aaur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai,
Ek pyaar ka nagma hai...
Tu dhaar hai nadiya ki
Mein tera kinara hoon
Tu mera sahara hai,
Mein tera sahara hoon,
Aakhon mein samandar hai
Aashaon kaa paani hai
Jindagi aaur kuch bhi nahi,
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai...
La la la la la...
La la la la la la..
Toofan toh aana hai
Aakar chalejaanaa hai
Badal hai yeh kuch pal kaa
Chhakar dhal jaanaa hai
Parchhaiyan reh jaati
Rehjaati nishani hai
Jindagi aaur kuch bhi nahi,,
Teri meri kahani hai..
Ek pyaar ka nagma hai,
Maujo ki rawaani hai,
Jinndagi aaur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai..