Ruksat huye
Aksar wahi
Jinse nhi they
Shikvey koi
Rehnuma yeh sama na hua
Fitrate badli nahi aalam naya
Ruksat huye
Aksar wahi
Jinse nhi they
Shikvey koi
Rehnuma yeh sama na hua
Fitrate badli nahi aalam naya
Mai dhoondhu kya iss jahan mai
Badliya ha har zubaan mai
Mai dhoondhu kya iss jahan mai
Badliya ha har zubaan mai
Sab bhuja ha sab duaan ha
Tha sheher jo ghum hua ha
Ashk hi reh gye jism woh kho gaye
Mukhtsar the woh pal khud mai hi kho gye
Yeh hua kya sab tanha haiayena ban ungliya ha
Yeh hua kya sab tanha haiayena ban ungliya ha
Khushnuma tha yeh sama gumhein the jo hum
Khushnuma tha yeh sama gumhein the jo hum
Kya hua kyu hua guftugu jaal thaal
Kya hua kyu hua guftugu jaal thaal
Oh ho ho oh
Oh ho ho oh
Oh ho ho oh oo
Oh ho ho oh