Ya rasoolallah ya habiballah
Ya rasoolallah ya habiballah
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Be thikana hoon azal se
Be thikana hoon azal se
Mujhe ghar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Su e bat-ha liye jaati hai hawa e bat-ha
Su e bat-ha liye jaati hai hawa e bat-ha
Boo e dunya mujhe
Ghumraha na kar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Maut par meri shaheedon ko
Rushk aega
Maut par meri shaheedon ko
Rushk aega
Unke qadmon se
Lipat kar mujhe mar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Khahishe zaat bohot saat diya hai tera
Khahishe zaat bohot saat diya hai tera
Ab jidhar mere mohammed
Hain udar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Rok rizwaan na muzaffar ko
Dar-e-jannat par
Rok rizwaan na muzaffar ko
Dar-e-jannat par
Ye mohammed ka hai
Manzoor-e-nazar jane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Bethikana houn azal see
Bethikana houn azal see
Mujhe ghar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein
Utar jaane de