menu-iconlogo
huatong
huatong
بول
ریکارڈنگز
Maine tere liye choda hai zamana

Zara tera irada to bata

aise nazaren tu mujhase chura naa

Zara tera irada to bata

chaaya he mujhpe tera hi nasha

Kambakht dil ye kaha ja phansa

Mein teri diwani, tu mera diwana

Samajh le nazar ka ishara

Gali gali mein phirta hai,Tu kyu banke banjaara?

Aa mere dil mein bas jaa,Mere aashiq awaara

Gali gali mein phirta hai,Tu kyu banke banjaara?

Aa mere dil mein bas jaa,Mere aashiq awaara

Tera qusoor hai na mera qusoor

Dono ke dono paas hoke bhi dur

Teri wajah se mein to soyi nahi

Meri wajah se tu bhi jaaga zaroor

Tu meri mohabbat se bach na sakega

Samajh jaaneman ye ishaara

Gali gali mein phirta hai,Tu kyu banke banjaara?

Hai ,aa mere dil mein bas jaa,Mere aashiq awaara

Gali gali mein phirta hai,Tu kyu banke banjaara?

Aa mere dil mein bas jaa,Mere aashiq awaara

Neha Kakkar/Tony Kakkar کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے