menu-iconlogo
huatong
huatong
nyyara-noor-kahan-ho-tum-chale-aao-cover-image

Kahan Ho Tum Chale Aao

Nyyara Noorhuatong
☙᭄✭⃝🐝Fãisãl.ch✭⃝❤️♚❧huatong
بول
ریکارڈنگز
Kahan ho tum chale aao

mohabbat ka taqaza hai

Gham-e-duniya se ghabra ker

tumhe dil ne pukara hai

Kaha ho tummm

Tumhari be-rukhi ek din

humari jaan le le gi

Tumhari be-rukhi ek din

humari jaan le le gi

Qasam tum ko zara socho

Qasam tum ko zara socho

ke dastoor-e-wafa kiya hai

kahan ho tum Chale Aao

mohabbat ka taqaza hai

kaha ho tumm

Na jaane kis liye duniya

ke nazren phir gayi hum se

Na jaane kis liye duniya

ke nazren phir gayi hum se

Tumhe dekha tumhe chaha

Tumhe dekha tumhe chaha

kasoor is ke siwa kiya hai

kahan ho tum Chale Aao

mohabbat ka taqaza hai

kaha ho tumm

Na hai faryad honton pey na

aankhon main koi aansoo

Na hai faryad honton pey na

aankhon main koi aansoo

zamane se mila jo gham

zamana se mila jo gham

usay geeto mein dhala hai

kahan ho tum Chale Aao

mohabbat ka taqaza hai

kaha ho tumm

gham e duniya se ghabra ker

tumhe dil ne pukara hai

Kahan ho tum chale aao

mohabbat ka taqaza hai

Nyyara Noor کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے