Ab meri nigaahon men
Jachta nahin koi
Ab meri nigaahon men
Jachta nahin koi
Ab meri nigaahon
Ab meri nigaahon men
Jachta nahin koi
Jaise mere sarkaar hain a
Isa nahin koi
Jaise mere sarkaar hain a
Isa nahin koi
Jaise mere sarkaar hain a
Isa nahin koi
Tum sa to hasee.n aankh
Ne dekha nahi.n koi
Ye shaan-e-lataafat hai ki
Saaya nahi.n koi
Tum sa to hasee.n aankh
Ne dekha nahi.n koi
Ye shaan-e-lataafat hai ki
Saaya nahi.n koi
Ai zarf-e-nazar ! dekh
Magar dekh adab se
Sarkaar ka jalwa hai
Tamaasha nahi.n koi
Ai zarf-e-nazar ! dekh
Magar dekh adab se
Sarkaar ka jalwa hai
Tamaasha nahi.n koi
Ye toor se kahti hai abhi
Tak shab-e-me'raaj
Deedaar ki taaqat ho to
Parda nahi.n koi
Ye toor se kahti hai abhi
Tak shab-e-me'raaj
Deedaar ki taaqat ho to
Parda nahi.n koi
Hota hai jahaa.n zikr
Muhammad ke karam ka
Us bazm me.m mahroom-e
Tamanna nahi.n koi
Hota hai jahaa.n zikr
Muhammad ke karam ka
Us bazm me.m mahroom-e
Tamanna nahi.n koi
E'zaaz ye haasil hai to
Hasil hai zamee.n ko
Aflaak pe to gumbad-e-KHazra
Nahi.n koi
E'zaaz ye haasil hai to
Hasil hai zamee.n ko
Aflaak pe to gumbad-e-KHazra
Nahi.n koi
Darmaan-e-Gam-o-dard
Shifa-e-dil-e-beemaar
Juz aap ke, ai jaan-e-maseeha
Nahi.n koi
Darmaan-e-Gam-o-dard
Shifa-e-dil-e-beemaar
Juz aap ke, ai jaan-e-maseeha
Nahi.n koi
Sarkaar ki rahmat ne
Magar KHoob nawaaza
Ye sach hai ki KHaalid sa
Nikamma nahi.n ko
Sarkaar ki rahmat ne
Magar KHoob nawaaza
Ye sach hai ki KHaalid sa
Nikamma nahi.n ko
Jaise mere sarkaar hain a
Isa nahin koi
Nahin koi
Nahin koi