Alwada alwada mahe ramzan ulfate hijro furkat
Ne mara alwada alwada
Tere aane se dil khush hua tha
Tere aaney se dil khush hua tha aur zoak
E ibadat badha ta aap dil ke hai gham ka
Aalam alwada alwada mahe ramzan
Alwada alwada mahe ramzan bazm eiftar sajti thi
Kaisi bazm e attar
Sajti thi kaisi khub sahari ki ronak
Hoti hoga ab ye samaa suna suna alwada
Alwada maah e ramzaan
Tujhpe lakhon salama hai ramzan
Tujhpe lakhon salama hai ramzan
Tujhpe lakhon salaam maah e mukhrar jao hafiz e khuda
Aab tumhara alwada alwada mahe ramzan
Wasta tujh ko meethe nabi ka
Wasta tujh ko pyare nabi ka
Hashr me humko mat
Bhool jana roje mahshar hame bakhshwana alwada alwada
Maah e ramzan alwada alwada