Balaghal ula be kamalehi
Kashafa doja be jamalehi
Balaghal ula be kamalehi
Kashafa doja be jamalehi
Hasonat jamiao khisalehi
Sallualaihe waalehi
Woh kamal e husn e huzoor hai
Ke guman e naqs jahaan naheen
Woh kamal e husn e huzoor hai
Ke guman e naqs jahaan naheen
Yahi phool khaar sey dour hai
Yahi shama he keh dhuan naheen
Yahi phool khaar sey dour hai
Yahi shama he keh dhuan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Mai nissar tere kalam par
Mili youn to kisi ko zubaan naheen
Mai nissar tere kalam par
Mili youn to kisi ko zubaan naheen
Woh sukhan hay jisme sukhan na hoo
Wo bayaan hay jiska bayaan nahin
Woh sukhan hay jisme sukhan na hoo
Wo bayaan hay jiska bayaan nahin
Salloo alaihe wa aalehi
Bakhutakhuta ka yehi yetar
Nehiyo rekoye mafar maqar
Bakhutakhuta ka yehi yetar
Nehiyo rekoye mafar maqar
Jo waha seho yehi ya keho
Jo yaha naheen to waha naheen
Jo waha seho yahi ya keho
Jo yaha naheen to waha naheen
Sallo alaihi wa aalehi
Teray aage yoon hain dabe lache fu sahaa arab ke barey barey
Koi janey monh mein zabaan naheen
Naheen balkeh jism me jaan naheen
Koi janey monh mein zabaan naheen
Naheen balkeh jism me jaan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Karoon terey naam pe jaan fida
Na bass ek jaan do jahaan fida
Karoon terey naam pe jaan fida
Na bass ek jaan do jahaan fida
Do jahaan sey bhee naheen jee bhara
Karoon kia karroron jahaan naheen
Do jahaan sey bhee naheen jee bhara
Karoon kia karroron jahaan naheen
Salloo alaihe wa aalehi
Karun madah e ahle doel raza
Parray is balaa mein meri balaa
Karun madah e ahle doel raza
Parray is balaa mein meri balaa
Main gada hun apne kareem ka
Maira deen paara e naan nahen
Main gada hun apne kareem ka
Maira deen paara e naan nahen
Salloo alaihe wa aalehi
Balaghal ula-be kamalehi
Kashafa dojabe jamalehi
Hasonat jamiao khisalehi
Sallualaihe waalehi