Jub Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga

Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga

Jis Waqt thay khidmat main un ki abubakr umar usman ali

Us Waqt rasool e akram Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Siddiq Idhar farooq Udhar usma idhr haider hain udhar
In Jug Mug Jug Mug Taraun May, mahtaab Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki

Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Allah o ghani subhan allah kya khob hai rozay ka naqsha

Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Jab sham e risalat roshan ho kyu kr na jalay parwana e dill

Jab rashk e maseeha a jayen beemar ka alam kya ho ga