Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Bibi Aamina ke phool Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah
Bibi Aamina ke phool Allah hi Allah
Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Jab ke Sarkar tashreef laane lage
Hooron gilman bhi gushiyan mana ne lage
Har taraf noor ki roshani chaa gayi
Mustafa kya mile zindagi mil gayi
Aye Halima teri goad me aa gaye
Aye Halima teri goad me aa gaye
Dono Aalam ke Rasool Allah hi Allah
Dono Aalam ke Rasool Allah hi Allah
Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Chehra e Mustafa jab dikhaya gaya
Chup gaye taare aur chaand sharma gaya
Aamina dekh kar muskuranay lagi
Hawwaa Mariam bhi khushiyan mana ne lagi
Aamina bibi sab se yeh kehne lagi
Aamina bibi sab se yeh kehne lagi
Dua ho gayi qabool Allah hi Allah
Dua ho gayi qabool Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah
Bibi Aamina ke phool Allah hi Allah
Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Shadiyaane main kushi ke bajaaye gaye
Shaadi ke naghme sab ko sunaye gaye
Har taraf shor Salle Alla ho gaya
Aaj paida Habib e Khuda ho gaya
Phir toh Jibreel ne bhi yeh ailaan kiya
Phir toh Jibreel ne bhi yeh ailaan kiya
Yeh Khuda ke hai Rasool Allah hi Allah
Yeh Khuda ke hai Rasool Allah hi Allah
Jasne Aamade Rasool Allah hi Allah
Unka saya zameen par na paya gya
Noor se noor dekhon juda na howa
Hum ko ap pe nabi bara naaz hai
Kia bhala mery aqa ka andaaz hai
Jis ne rokh per na li wo shifa paa gya
Jis ne rokh per na li wo shifa paa gya
Khaki taiba teri dhool Allah hi Allah
Khaki taiba teri dhool Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah
Allah hi Allah kaho Allah hi Allah