Marhaba aaj chale ge shah-e-abrar ke paas

Insha’allah pohonch jaaein ge sarkaar ke paas

Main gunahgaar gunahoon ke siwa kya lata

Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas

Sar b khamm ankh b namm sharam say pani pani

Kya kray nazar nai kuch b gunahgaar k pass
Kya kray nazar nai kuch b gunahgaar k pass
Main gunahgaar gunahoon ke siwa kya lata
Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas
Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas
Dono aalam ki bhalayi ka sawali bhan kar

Ik bikari hain khara aap ke darbar ke paas

Istikaamat ise imaan pe ataa kar deejayein ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Ik bikari hai khara aap ke darbar ke paas

Kabr me yoon hi nakeeroon me nahi aa pohncha

Hai ghulami ki sannad dekhlo Attar ke paas