Mere dil mein teri dhadkane thi
Mujhko na aayi nazar
Tera ishq mujh mein saans le raha tha
Mujhko hui na khabar
Mere alaawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Mere alaawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Haathon mein ab tera haath nahi hai
Lagta laqeerein saath nahi hain
Tere bina dekha hai mehsoos kar ke
Jeene mein ab woh baat nahi hai
Saamne tu hai saamne main hoon
Phir jaane kaisa parda hai
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Mere alawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera hi intezaar karda ae