zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan
raasten hai sab wahi
badla hai bas jahaan
raat to guzar gayi hai
aa gayi subah
kis ko khabar thi ye humen
le aayegi yahaan
dil mein tamannaon ko len
chaahton ki khaatir hum to jiyen
tanhaa akele chalte rahen
diye zindagi ke jalte rahen
ho ho aise achaanak sab mil gayaa
toofan ko saahil jaise mil gayaa
zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan
raasten hai sab wahi
badla hai bas jahaan
raat to guzar gayi hai
aa gayi subah
kisko khabar thi ye humen
le aayegi yahaan
humne suna tha ab ye jaane
khushiyaan to dhundhe bas bahaane
itne hai jaane kitne jaane
kuchh kho gaye sapne
kuchh hain paane
hooooo hum naa kisi ko rulaa paayenge
chaahe ye duniyaa bhi bhool jaaye
hoooo ooooo oooo
zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan
raasten hai sab wahi
badla hai bas jahaan
raat to guzar gayi hai
aa gayi subah
kisko khabar thi ye humen
le aayegi yahaan
kuchh dooriyaan kuchh faaslen
jeevan mein hai yahaan
door ho kar paas hai
samjhaa koi kahaan
har rang mein har roop mein
dekha hai ye jahaan
armaan hai bas sabko mile
sab kuchh mile yahaan
kitne hi din aur kitni raaten
yaad rahengi kuchh baaten
yaadon ko dil mein hum sajaaye
ye zindagi yun hi jo tham jaaye
hooooooooo
mushkil hai sab kuchh samjh paana
maane yaa naa maane humne maana
kuchh dooriyaan kuchh faaslen
jeevan mein hai yahaan
koi door ho kar paas hai
samjhaa koi kahaan
har rang mein har roop mein
dekha hai ye jahaan
armaan hai bas sabko mile
sab kuchh mile yahaan
zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan
raasten hai sab wahi
badla hai bas jahaan
raat to guzar gayi hai
aa gayi subah
kisko khabar thi ye humen
le aayegi yahaan