Main ek jawaan ladka
Tu ek haseen ladki
Ye dil machal gaya to
Mera kusoor kya hai
Rakhna tha dil pe
Kaabu ye husn to hai jaadu
Jaadu hi chal gaya to
Mera kusoor kya hai
Rasta hamara takna
Darwaaza khula rakhna
Rasta hamara takna
Darwaaza khula rakhna
Lene tujhe o gori
Aayenge tere sajna
Kuchh aur ab na kehna
Kuchh aur ab na karna
Kuchh aur ab na kehna
Kuchh aur ab na karna
Ye dil ki baat apne
Dil mein dabake rakhna