menu-iconlogo
logo

OST Wo Humsafar Tha

logo
بول
Tarq-e-taaluqaat pe...

Roya na tu, na main

Lekin yeh kya ke chain se

Soya na tu, na main

Wo humsafar tha... haan

Wo humsafar tha... haan

Woh humsafar tha

Magar us se hum-nawa'i na thi.

Wo hamsafar tha

Magar us se hum-nawa'i na thi.

Ke dhoop chhaon ka...

Ke dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi

Wo humsafar tha...

Magar us sey hum-nawa'i na thi...

Ke dhoop chhaon.

Ke dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi

Woh humsafar tha...

Woh humsafar tha...

Aaannn...

Adaavatein thi...

Taghaaful thaa...

Ranjishein thhi magar

Adaavatein thi.

Taghaaful thaa...

Ranjishein theen Magar

Bicharne wale main sab kuch tha bewafai na thi...

Bicharne wale main sab kuch tha bewafai na thi...

Ke dhoop chhaon ka...

Ke dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi.

Wo humsafar tha...

Wo humsafar tha...

Kajal daaron, kurkura surma saha na jaaye

Jin nain mein ye pi basay, dooja kon samaaye

Beecharte waqt un ankhon mein

Thee hamari ghazal

Beecharte waqt un ankhon mein

Thee hamari ghazal

Ghazal bhi wo jo

Kisi ko kabhi sunayi na thi

Ghazal bhi wo jo

Kisi ko kabhi sunayi na thi

Ke dhoop chhaon ka...

Ke dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi.

Wo humsafar thaa...

Wo humsafar thaa...