Tarq e taaluqaat pay
Roya na tu, na main
Lekin yeh kya ke chain say
Soya na tu, na main
Wo humsafar tha... haan
Wo humsafar tha... haan
Woh humsafar tha magar
us say humnawaii na thi
Wo hamsafar tha magar
us se humnawaii na thii
Ke dhoop chhaonn
Ke dhoop chhaon ka
alam raha judaai na thi
Wo humsafar tha magar
us sey humnawai na thi
Ke dhoop chhaon
Ke dhoop chhaon ka
alam raha judaai na thi
Woh humsafar tha
Woh humsafar tha
Adaavatein thi Taghaaful thaa
Ranjishein thi magar
Adaavatein thi Taghaaful thaa
Ranjishein theen Magar
Bicharne wale main
sab kuch tha
bewafai na thi
Bicharne wale main
sab kuch tha
bewafai na thi
Ke dhoop chhaon ka
Ke dhoop chhaon ka
alam raha, judaai na thi
Wo humsafar tha
Wo humsafar tha
Kajal daaron kurkura
surma saha na jaaye
Jin nainun mein ye pi basay
dooja kon samaaye
Beecharte waqt un ankhon
mein Thee humari ghazal
Beecharte waqt un ankhon
Mein Thee humari ghazal
Ghazal bhi wo joo kisi koo
kabhi sunayi naa thi
Ghazal bhi wo joo kisi ko
kabhi sunayi na thi
Ke dhoop chhaon ka
Ke dhoop chhaon ka
alam raha judaai na thi
Wo humsafar thaa
Wo humsafar thaaaa