Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Jai bhawani
Jai bhawani
Jai bhawani
Jai bhawani
Paapiyo ke naash ko
Paapiyo ke naash ko
Dharma key prakash ko
Dharma key prakash ko
Paapiyo ke naash ko
Dharma key prakash ko
Ram ji ki sena chali
Ram ji ki sena chali
Shri ram ji ki sena chali
Ram ji ki sena chali
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Paap anaachaar mey
Paap anaachaar mey
Ghor andhakaar mey
Ghor andhakaar mey
Paap anaachaar mey
Ghor andhakaar mey
Ek nai jyoti jali
Ek nai jyoti jali
Shri ram ji ki sena chali
Ram ji ki sena chali
Nishchar hin karengey dharati
Yaha pran hai shri ram ka
Yaha pran hai shri ram ka
Jab tak kaam na puran hoga
Naam nahi vishraam kaa
Naam nahi vishraam kaa
Usse mitane chale ki jiska
Mantra vayam raksham ka
Mantra vayam raksham ka
Samaya aa chala nikat raam aur raavan ke sangram ka
Jai shri ram
Teen lok dhanya hai
Teen lok dhanya hai
Devata prasanna hai
Devata prasanna hai
Teen lok dhanya hai
Devata prasanna hai
Aaj manokaamna fali
Aaj manokaamna fali
Shri ram ji ki sena chali
Ram ji ki sena chali
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Ramchandraji ke sang lakshman
Kar mey lekar baan chale
Kar mey lekar baan chale
Liye vijay vishwaas hridaya mey
Sang vir hanuman chale
Sang vir hanuman chale
Sena sang sugriv nil nal
Angad chaati taan chaley
Angad chaati taan chaley
Usey bachaaye kaun ki jiska vadh
Karney bhagwan chaley
Jai shri ram
Aagey raghunaath hai
Aagey raghunaath hai
Vir saath saath hai
Vir saath saath hai
Aagey raghunaath hai
Vir saath saath hai
Ek se ek bali
Ek se ek bali
Shri ram ji ki sena chali
Ram ji ki sena chali
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev
Har har mahadev