Shaamein be-hisaab
Gum deti hai yaha
Ab aao dekhlo
Kaise hai mere haal
Puchte na main kaha
Zinda jab tak tera
Kaise main tumhe apna banau
Be-wafai se wafa nibhau
Dekhlo mujhe thoda apna banake jaani
Is dil se baatein karo jaani
Zakhmi dil dukhta kaafi baar
Kol baith ise sambhalo jaani
Aao zara mujhe apna he banao jaani
Is seene se dil to lagao jaani
Kitni baar dur tu jaa chuka
Aake sambhal lete jaani
Hu main rang chuka tere rang me
Woh rang he nahi ishq mera
Naa main phir bhulau mulaaqaatein
Jinme sang mere hus raha
Kyu main aadhi mit gayi
Kyu main aadhi jee rahi
Mujhko bhi bana le apna
Dekhlo mujhe thoda apna banake jaani
Is dil se baatein karo jaani
Zakhmi dil dukhta kaafi baar
Kol baith ise sambhalo jaani
Aao zara mujhe apna he banao jaani
Is seene se dil to lagao jaani
Kitni baar dur tu jaa chuka
Aake sambhal lete jaani
Dekhlo mujhe thoda apna banake jaani
Is dil se baatein karo jaani
Zakhmi dil dukhta kaafi baar
Kol baith ise sambhalo jaani