Kehti Hain, Kehte Ruk Jaati Hain
Ruk Ke Jhuk Jaati Hain, Teri Dono Ankhiyaan
Sehti Hain, Seh Ke Beh Jaati Hain
Beh Ke Muskuraati Hain, Teri Dono akhiyaan
Kya Hai Ye Tera Afsaana
kya Hai Ye Mera Afsaana
Main Jaanu Naa, Main Jaanu Naa...
Kehti Hain, Kehte Ruk Jaati Hain
Ruk Ke Jhuk Jaati Hain, Teri Dono akhiyaann
Kya Hai Ye, Afsaana
kya Hai Ye Afsaana
Jaanu Naa, Main Jaanu Naa...
Thaam Le Inn Aankhon Mein Mujhe
Baandh Le Inn Aankhon Mein Mujhe..
Thaam Le Inn Aankhon Mein Mujhe
Baandh Le Inn Aankhon Mein Mujhe
Do Ghadi Toh Chain Aaye
Jalti Hain, Jal Ke Bujh Jaati Hain
Bujh Ke Sharmaati Hain, teri Dono akhiyaan
Kya Hai Ye Afsaana, kya Hai Ye Afsaana
Jaanu Naa, Main Jaanu Naa...
Kya Hai Ye tera Afsaana, kya Hai Ye mera Afsaana
main Jaanu Naa, Main Jaanu Naa...
Kehti Hain, Kehte Ruk Jaati Hain
Ruk Ke Jhuk Jaati Hain, Teri Dono Ankhiyaan
Sehti Hain, Seh Ke Beh Jaati Hain
Beh Ke Muskuraati Hain, Teri Dono akhiyaan..
track_by_MAnn