menu-iconlogo
logo

Tujhe Rab Ne Banaya

logo
بول
Tujhe rab ne banaya kis kiye kis liye

O tujhe rab ne banaya kis kiye kis liye

Tu akela na reh jaaye

Tu akela na reh jaaye

Isliye isliye isliye isliye

Tujhe rab ne banaayaa kis kiye kis liye

Mandir mandir masjid masjid

Dil yeh dua maange

Mandir mandir masjid masjid

Dil yeh dua maange ho

Dil kya dua maange humraahi

Dil kya dua maange

Toote na saanson ka bandhan

Hon na hum juda

Humein usne milaya kis kiye kis liye

Humein usne milaya kis kiye kis liye

Kabhi bichhdein na hum dono

Kabhi bichhdein na hum dono

Isliye isliye isliye isliye

Chhod ke tujhko beech safar mein

Main jo bichhad jaun

Chhod ke tujhko beech safar mein

Main jo bichhad jaun

Aag laga doon is duniya ko

Jal ke main mar jaun

Yaad karegi duniya humdum apne pyar ko

Main dharti pe aaya kis kiye kis liye

Main dharti pe aaya kis kiye kis liye

Main ghut ke na mar jaun

Main ghut ke na mar jaun

Isliye isliye isliye isliye

Tujhe rab ne banaya kis kiye kis liye

Tu akela na reh jaaye

Isliye isliye isliye isliye

Tujhe Rab Ne Banaya بذریعہ Sadhana Sargam/Mohammed Aziz/Anand/milind - بول اور کور