shahe madina,shahe madina
yasrab ke waali saare Nabi tere
dar ke sawaali
shahe madina,shah madina
yasrab ke waali saare Nabi tere
dar ke sawaali
shahe madina,shahe madina
tere liye hi duniya bani hai
neele falak ki chaadar tanee hai
tere liye hi duniya bani hai
neele falak ki chaadar tanee hai
tu agar na hote,tu agar na hote
duniya thi khaali saare nabi tere
dar ki sawaali
shahe madina,shahe madina
tu ne jahaan ki mehfil sajaayi
taarikiyon me shamma jalaayi
tu ne jahaan ki mehfil sajaayi
taarikiyon me shamma jalaayi
har simt chayee,har simt chayee
raat kaali sare nabi tere
dar ki sawaali
shahe madina,shahe madina
shahe madina
shahe madina
shahe madina
shahe madina