Shah e Madina shah e Madina
shah e Madina shah e Madina
Yasrab ke wali saare nabi tere
dar ke sawali
shah e Madina shah e Madina
Yasrab ke wali saare nabi tere
dar ke sawali
shah e Madina shah e Madina
jalwe hain saary tere hi dum se
abad e alam tere karam se
jalwe hain saary tere hi dum se
abad e alam tere karam se
Baki her ek shaih baki her ek shaih
Nakshay khayali saare nabi tere
dar ke sawali
Shahe Madina shah e Madina
tere liya hi duniya bani hai
neelay falak ki chadar tanee hai
tere liya hi duniya bani hai
neelay falak ki chadar tanee ha
tu agar na hota, tu agar na hota
Duniya thi khali saare nabi tere
dar ke sawali
shah e Madina shah e Madina
Mazhab hai tera sab ki bhalai
Maslak hai tera mushkil kushai
Mazhab hai tera sab ki bhalai
Maslak hai tera mushkil kushai
dekh ke apni ummat ki
dekh ke apni ummat ki
khasta haali sare nabi
tere dar ke sawali
Shahe Madina Shahe Madina
Hai noor tera shamso qamar mein
tere laboon ki laali sahar mein
Hai noor tera shamso qamar mein
tere laboon ki laali sahar mein
Phoolon ne teri
phoolon ne teri
khusbu chura li sare
nabi tere dar ke sawali
Shahe Madina Shahe Madina
Tuney jahaan ki mehfil sajai
Tarikiyon mein shama jalai
Tuney jahaan ki mehfil sajai
Tarikiyon mein shama jalai.
Har smit chayee har smit chaayee
Thi raat kaali saare nabi tere
dar ke sawali
shah e Madina shah e Madina
YAsrab ke waali saare nabi tere
dar ke sawali
Shah e Madina shah e Madina
shah e Madina shah e Madina
Shah e Madina shah e Madina
shah e Madina shah e Madina
Shah e Madina shah e Madina
Thank u