Sahil pay kharay ho tumhain
kya gham , chalay jana
Sahil pay kharay ho tumhain
kya gham , chalay jana
Main doob raha hoon ,
abhi duba to naheen hoon
Main doob raha hoon ,
abhi duba to naheen hoon
Aye wada faramosh , main
tujhsa to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai
bhula to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai
bhula to naheen hoon
Aye wada faramoosh , main
tujhsa to naheen hoon
Chup chaap sahi maslehatan
waqt kay hathoon
Chup chaap sahi maslehatan
waqt kay hathoon
Majboor sahi, waqt se
hara to naheen hoon
Majboor sahi, waqt se
hara to naheen hoon
Ae wada faramoosh , main
tujhsa to naheen hoon
Muztar kyon mujhay
dekhta rehta hai zamana
Deewana sahi, un ka
tamasha toh naheen hoon
Deewana sahi, un ka
tamasha toh naheen hoon
Aye wada faramoosh , main
tujhsa to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai
, bhula to naheen hoon
Har Zulm tera yaad hai
, bhula to naheen hoon
Har zulm...
Har zulm...
Har zulm...