Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena gawaara
Tumhe yun hi chahenge 2
Jab tak hai dam....
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo 2
Khuda ki kasam....
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Sagar ki baanhon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari 2
Na ab hogi kam....
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo 2
Khuda ki kasam....
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam