Movie: Muqaddar Ka Sikandar
Hey..hey...
Rote huye
aate hain sab
Rote hue
aate hain sab
Hansta hua jo jaayega
Woh muqaddar ka Sikandar
Woh muqaddar ka Sikandar
Jaan-e-man kehlayega
Rote huye aate hain sab
Hansta hua jo jaayega
Music Composer: Kalyanji Anandji
Woh Sikandar kya tha jisne
Zulm se jeeta zahaan
Woh Sikandar kya tha jisne
Zulm se jeeta zahaan
Pyaar se jeete dilon ko
Woh jhuka de aasman
Jo sitaron par kahani
Pyaar ki likh jaayega
Woh muqaddar ka Sikandar
Woh muqaddar ka Sikandar
Jaan-e-man kehlayega
Rote huye aate hain sab
Hansta hua jo jaayega
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Anjaan
Zindagi to bewafa hai
Ek din thukrayegi
Zindagi to bewafa hai
Ek din thukrayegi
Maut mehbooba hai
Apne saath lekar jaayegi
Mar ke jeene ki adaa jo
Duniya ko sikhlaayega
Woh muqaddar ka Sikandar
Woh muqaddar ka Sikandar
Jaan-e-man kehlayega
Rote huye
aate hain sab
Hansta hua jo jaayega
Hamne mana yeh zamanaa
dard ki jaagir hai
Hamne mana yeh zamanaa
dard ki jaagir hai
Har kadam pe aansuon ki
ik nai zanjeer hai
Haal-e-gham par jo khushi ke
geet gata jaayega
Woh muqaddar ka Sikandar
Woh muqaddar ka Sikandar
Jaan-e-man kehlayega
Rote huye
aate hain sab
Hansta hua jo jaayega
Woh muqaddar ka Sikandar
Woh muqaddar ka Sikandar
Jaan-e-man kehlayega
Jaan-e-man kehlayega
Jaan-e-man kehlayega