Tera saath hai kitna pyara...
Tera saath hai kitna pyara...
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dubaara...
Hamein aana padega
Duniya mein dubaara...
Maine...
Maine tan mann tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazaara
Tere milan ki lagan me...
Hamein aana padega
Duniya mein dubaara...
Hamein aana padega
Duniya mein dubaara...
Ho..Tera saath hai kitna pyara..
Jitni tujhme hai ada...aaa..
Utni hi wafa...
Utni hi wafa...
Jitna jahaan mein pyaar hai......
tujhse mujhe mila
tujhse mujhe mila...
Badhti hi jaaye
Ye betaabi
Badhti jaaye ye betaabi
Jitna karoon nazaara
Hamein.. aana padega
Duniya.. mein dubaara...
Hamein aana padega
Duniya.. mein dubaara...
Ho..Tera saath hai kitna pyaara.