Hum bewafa hargiz na the
Par hum waffa kar na sakein
Hum ko mili uski saza
Hum jo khatta kar na sakein
Tum ne jo dekha suna sach tha magar
Kitana tha sacha ye kisko patta
Jaane tumhein maine koi dhoka diya
Jaane tumhein koi dhoka huaa
Iss pyaar mein sach jhooth ka
Tum faisala kar na sakein
Hum bewafa hargiz na the
Par hum waffa kar na sakein