menu-iconlogo
huatong
huatong
shadman-raza-bus-itna-bata-do-cover-image

Bus Itna Bata Do

shadman razahuatong
rchakkalakalhuatong
بول
ریکارڈنگز
[0314.822]Jab khafila pahuncha tha madine ke zara paas

Maqtal may hua kya ye suna usne basad yaas

Kat ta tha jigar dil may nidamath ka tha ehsas

Har ek se ye poochti thi madar e abbas

Jab gardan e shabbir pe khanjar wo rawan tha

Bas itna batado mera abbas kahan tha

Zehra ke pisar jane nabi sayyade wali

Akbar ke kalejy se sina kaise nikali

Jab khaak pe dum od ta laila ka jawan tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Nanhe ali asghar ke jo gardan pe laga teer

Jab baap ke hathon pe pisartasha dahan tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Aqu mera maidan kyun rehgaya tanha

Haa doodh na bakshungi mai ye kya kiya beta

Zehra ka pisar khaak pe job girya kuna tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Jab bibiyan jalte huwe qaimanke thai andar

Jab zainabe dilgir ki cheeni gayi chadar

Jab gardane beemar may wo tauqe giran tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Abid ko liye phirti thi jab zainab e muztar

Jab aag lagayi gayi cheena gaya bistar

Phaila huwa jab sham e ghariban ka dhuan tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Jab shame ghariban may bhi pyase rahe bache

Jab dukhtare shabbir ke lagte thay tamache

Jab uska jigar karbe yateeme se tapan tha

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Bas itna batado

Maidan may baysheer ko jab laye thay shabbir

Zainab ne kaha usko wafa ka tha bahot khawaz

Jab zibha huwe bhai tho zidan na thay abbas

Bin haton ke tha ghairate ilyaas ka laasha

Saahil pe tadapta raha abbas ka laasha

Ye sun ke kiya shukr magar phir bhi hai ehsas

Ab tak ye qamar poochti hai madare abbas

Jab gardane shabbir pe qanjar wo rawan tha

shadman raza کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے