Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Tujhko hai meri qasam ab to aaja
Aankhon ke saghar se aakar pila ja
Tujhko hai meri qasam ab to aaja
Aankhon ke saghar se aakar pila ja
Nashe mein choor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Nashe mein choor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Hijr ki raaton me main tumko dhundoon
Gham ki baraton me main tumko dhundoon
Hijr ki raaton mein main tumko dhundoon
Gham ki baraton men main tumko dhundoon
Aise mein door hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Aise mein door hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Raat suhani hai aur tum nahi ho
Ahd e jawani hai aur tum nahi ho
Raat suhani hai aur tum nahi ho
Ahd e jawani hai aur tum nahi ho
Phir kyun majboor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Phir kyun majboor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien
Kitni makhmoor hain tumhari aankhien
Dil ka suroor hain tumhari aankhien