Shah e Madina,
Shah e Madina,
Shah e Madina
Shah e Madina
Shah e Madina
Shah e Madina
yasrab ke wali
sare nabi tere dar ke sawali
Shah e Madina,
Shah e Madina
Jalwe hai sare terey hi dam se,
aabad aalam terey karam se
Jalwe hai sare terey hi dam se,
aabad aalam terey karam se
Baqi har ek shay
Baqi har ek shay
naqshe khayali sare
nabi tere dar ke sawali
Shah e Madina,
Shah e Madina,
Terey liye hi dunya bani hai,
neele falak ki chadr tani hai
Terey liye hi dunya bani hai,
neele falak ki chadr tani hai
Tu agar na hota
Tu agar na hota
dunya thi khali,
sare nabi tere dar ke sawali
Shah e Madina,
Shah e Madina,
Tune jahan ki mehfil sajai,
taarikyon mein shamma jalai
Tune jahan ki mehfil sajai,
taarikyon mein shamma jalai
har simat chai
har simat chai
thi raat kaali
sare nabi tere dar ke sawali
Shah e Madina,
Shah e Madina,
Shah e Madina
Shah e Madina
yasrab ke wali
sare nabi tere dar ke sawali
Shah e Madina,
Shah e Madina.....