sohni dharti Allah rakhey
qadam qadam abad
qadam qadam abad tujhey
qadam qadam abad tujhey
sohni dharti Allah rakhey
qadam qadam abad
qadam qadam abad tujhey
qadam qadam abad tujhey
tera har ik zara hum ko
apni jaan se piayara
tere dam se shaan humari
tujh se naam humara
jab tak hai yeh duniya baqi
jab tak hai yeh duniya baqi
hum dekhain azad
hum dekhain azad tujhey
hum dekhain azad tujhey
sohini dharti Allah rakhey
qadam qadam abad
qadam qadam abad tuhjey
qadam qadam abad tujhey.