Surkh wala, sauz wala
Faiz wala love
Hota hai joh love se zyada
Waise wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh humko
Aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhen malke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love
Jhanke badalon ki jaali ke peeche se
Kare chandni yeh mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chupa chupa hua
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh humko
Aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love