menu-iconlogo
huatong
huatong
siyaahi-kaalabazaari-cover-image

Kaalabazaari

Siyaahihuatong
movie_lady1996huatong
بول
ریکارڈنگز
Kalabazari, Kala Kalabazari

Kalabazari, Kala Kalabazari

Rajma Nation (Kalabazari, Kala Kalabazari)

Siyahi

Kalabazari, Kala Kalabazari

Kalabazari farzi kalakari hai

Sunti inhe inki bandi bechari hai

Baaton mein wazan yeh baatein humari hai

Shabdon ka prachaar hi janhit mein jaari hai

Phoonkte maal yeh baatein sanskaari hai

Palrah bhaari mera baazi humari hai

Bante yeh fake yeh rapper hi jaali hai

Kalam shastra mera Siyaahi tabahi hai

Bawra bana mai aisi beemari hai

Zalzala laaya yeh flow tez dhaari hai

Kaatil sa rap yeh bana darbaari hai

Main bhi pagal Dekho bhasad failadi hai

Gandagi faila di mere hi gaano ne

Haramipan sa hai mere iraado mein

Dhokha diya pal do pal k mehmaano ne

Heera bana main bhi koyle ki khano mein

Koyle ki khano mein, heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein kya heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein haan heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein haan heera bana siyaahi koyke ki khano mein

Yeh rishte naate tode kalm se fanaah mein

Kishton se bhara yeh rap ka jazba hai

Mai bhi chalta kiye career hi tabaah hai

Chain ki saans li aaya ab maza hai

Tadpa k maara yeh teri hi saza hai

Mera hi gana har gaadi mein baja hai

Mehnat purani yeh likhne ki wajah hai

Tabhi itna upar aaya aaj darja hai

Sansani machaake khalbali machaadein

Ye daam batate ye boli lagadein

Ye charitra tera nirvastra kara dein

Ye paap kara ke fir Ganga nilha dein

Farzi rishte naate hum na nibhate

Jo bhidega mujhse main de dunga chaante

Chaanto k baad main maaru bhagaake

Ye saare k saare fir maafiyan maange

Rap se dekho badalte zamane

Mujhe gaali dene bethe hai bakchane

Anjaane bechare sach se na hai waakif

Ki mera kaata hua paani na maange

Yeh zehar failade yeh keher machade

Yeh verse mere beda paar lagade

Yeh naqaab hatade yeh satya batade

Yeh duniya puri madhosh karade

Toofaan layi harakatein jo kaandi hai

Siyaahi kon meri praja hi jaanti hai

Jhoka laya likhaai hi aandhi hai

Sukha akal pada game mein shanti hai

Pure junoon se game nibhaayi hai

Kitno se saste mein maut dilaayi hai

Tu tikk na paya yeh teri lachaari hai

Siyaahi gunehgaar chali karwahi hai

Koyle ki khano mein, heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein kya heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein haan heera bana dekho koyke ki khano mein

Koyle ki khano mein kya heera bana Siyaahi koyke ki khano mein

Kya pata sach tujhe

Kya pata kya pata kya pata kya pata sach tujhe

Pehchaan mujhe

Pehchaan mujhe pehchaan mujhe pehchaan mujhe

Kya pata sach tujhe

Kya pata kya pata kya pata kya pata sach tujhe

Pehchaan mujhe

Pehchaan mujhe pehchaan mujhe pehchaan mujhe

Siyaahi کے مزید گانے

تمام دیکھیںlogo

یہ بھی پسند آسکتا ہے