Salone aah
Salone aah…Salone kya tune prem ka shastra padha
Salone kya tune prem ka shastra padha
Hoo koi aaye to, mann ko bhaaye to
Hoti hai kya dasha
Sunn ni hai kya saari katha?- 2 times
Salone aah
Salone aah…Kaisi agan sulagti hai hothon mein?
Kaisa dhuan gehraata hai naino mein?
Hoo…Kaisi agan sulagti hai hothon mein?
Kaisa dhuan gehraata hai naino mein?
Kyu baatein karti hai parchaaiyaan?
Kyu aane lagti hai angdaaiyaan?
Darr sataye kyu?
Thartaraye kyu?
Jaage kyu kaamna?
Sunn ni hai kya saari katha…?
Ooo chanchal sundari baala
Mujhe pata nahi tha
Har yug mein janam leti hai
Yahan koi meneka
Hoo prem ka bandhan hai aalingan
Kaise tumse kahun?
Prem sandesa hota hai chumban
Ismein sankoch kyu?
Yeh jo suvidha hai, wo hi duvidha hai
Isko kahu aur kya?
Sunn ni hai kya saari katha…?
Salone kya tune prem ka shastra padha
Salone kya tune prem ka shastra padha
Hoo koi aaye to, mann ko bhaaye to
Hoti hai kya dasha
Sunn ni hai kya saari katha?- 2 times
Advertisemen