Apni hi dhun mein hun khoi
Roke na mujhe koi
Rahe apni maine bandi
Roke na mujhe koi
Banke badal udti hun
Jharno si mein bahti hun
Chali aasman ki mein aur
Bandhe na mujhe koi pi dor
Apni hi dhun mein hun khoi
Roke na mujhe koi
Fikr nahi jo akeli hun
Main to apni saheli hun
Likha hai maine naseeb
Khud pe hai ithu nayaki
Aankho mein base hain jo sapnehi
Sach karne unhe main nikli hun
Banke badal udti hun
Jharno si bahti hun
Apni hi dhun mein hun khoi
Roke na mujhe koi
Rahe apni maine bandi
Roke na mujhe koi
Jiddi hun thodi diwani
Mushkil se nak bi haari
Rang saare apni marzi ke
Jeevan bhi bhare maine
Manmauji hun mein mast hawa-si
Darti nahi hun me toh kisi se
Banke badal main udti hun
Jharno si bahti hun
Apni hi dhun mein hun khoi
Roke na mujhe koi
Rahe apni maine bandi
Roke na mujhe koi
Banke badal udti hun
Jharno si mein bahti hun
Chali aasman ki mein aur
Bandhe na mujhe koi pi dor
Apni hi dhun mein hun khoi
Roke na mujhe koi