Kya karoge aakhir
Kabr par meri aakar
Mohabbat hamari
Mit hi chuki hai
Jal gaya hai dil mera
Jali har wafayein
Dil me jo tha mera
Abhi tak zinda hai
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge
Tod na tha agar yeh dil
Dhadkano ko jagaya kyu
Agar jaana tumhe ik din
Mujhe apna banaya kyun
Zaroori tha kya
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge
Tere khwabo khayalo mein
Katti thi zindagi
Har ghadi tere saath ho
Karti thi bandagi
Tere khwabo khayalo mein
Katti thi zindagi
Har ghadi tere saath ho
Karti thi bandagi
Jab bhi zikr hota raha
Tere mere pyar ki
Jal rahe toh the log par
Zinda thi ashiqui
Tod na tha agar yeh dil
Dhadkano ko jagaya kyu
Agar jaana tumhe ik din
Mujhe apna banaya kyun
Zaroori tha kya
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge
Saari khushiyan de ke tumhe
Chahenge umr bhar
Jab bhi aaye khayal toh
Aajana humsafar
Saari khushiyan de ke tumhe
Chahenge umr bhar
Jab bhi aaye khayal toh
Aajana humsafar
Na koi ab dil mein hai
Na koi ayega
Tere siwa zindagi mein bhi
Koi na rahega…
Tod na tha agar yeh dil
Dhadkano ko jagaya kyu
Agar jaana tumhe ik din
Mujhe apna banaya kyun
Zaroori tha kya
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge
Tod na tha agar yeh dil
Dhadkano ko jagaya kyu
Agar jaana tumhe ik din
Mujhe apna banaya kyun
Zaroori tha kya
Kar liya maine tumse pyar
Ab na bhulenge
Bichhadna tha hue juda
Ab na royenge