Manqabat: Hussain Zindabad
Recited Syed Nadeem Sarwar
Bahishat Jiski Sultanat
Hussain Woh Janab Hai
Baraye Karbala Hussain
Rab Ka Intikhaab Hai
Hussain Lajwaab Thha
Hussain Lajwaab Hai
Hussain Kaamiyaab Thha
Hussain Kaamiyaab Hai
CHORUS
Hussain Zindabad
Hussain Zindabad
Yeh Kal Bhi Zindabad Thha
Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
CHORUS
Hussain Zindabad
Hussain Zindabad
Taraana e Hussain Hai
Haan Saath Do Hussainiyo
Hussain Se Muraad Lo
Muraad Lo Hussainiyo
Hussain Se Muraad Lo
Muraad Lo Hussainiyo
Hussain Jis Ko De De
Uski Nasal Ba Muraad Hai
CHORUS
Hussain Zindabad
Hussain Zindabad
Quraan Mai Hadith Mai
Yazeed Ka Bayaan Nahi
Yazeed Ki Toh Qabar Ka
Kaheen Bhi Koi Nishaan Nahi
Yaqeed Ki Toh Qabar Ka
Kaheen Bhi Koi Nishaan Nahi
Haan Ja Baja Hai Dahar Mai
Hussain Ki Aulad Hai
CHORUS
Hussain Zindabad
Hussain Zindabad
Jahaan Main Sab Se Ziyada Ashk
Jis Ke Naam Per Bahaa
Zamaane La Gham e Hussain Ka
Koi Jawaab La
Zamaane La Gham e Hussain Ka
Koi Jawaab La
Wahi Toh Kaamiyaab Hai
Yeh Naara Jisko Yaad Hai
CHORUS
Hussain Zindabad
Hussain Zindabad
Nabi Ka Mulk e Paak Hai
Nadeem Aur Rehaan Hain
Hamari Sarhadon Pe Sab
Hussain Ke Jawaan Hain
Hamari Sarhadon Pe Sab
Hussain Ke Jawaan Hain
Karam Hai Mustafa Ka
Apna Mulk Shaad Baad Hai
CHORUS
Yeh Kal Bhi Zindabad Thha
Yeh Ab Bhi Zindabad Hai
Hussain Jisko Aap Ka
Dar o Dayaar Mil Gaya
Usse Khud Apni Zindagi Ka
Aitbaar Mil Gaya
Nafs Nafs Usse Khuda
Hazaar Baar Mil Gaya
Salaam Ya Hussain Ka
Jisse Jawaab Mil Gaya
SALAM SALAM
SALAM YA HUSSAIN
SALAM SALAM
SALAM YA HUSSAIN
SALAM YA HUSSAIN
SALAM YA HUSSAIN