menu-iconlogo
logo

Chand Meri Zamen Phol Mera Watan

logo
بول

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

mere kheton ki matti mein la’al e yaman

mere kheton ki matti mein la’al e yaman

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

mere mallaah lehron ke paale huwe

mere mallaah lehron ke paale huwe

mere dehqaan paseenon ke dhaale huwe

mere mazdoor is dor ke koh tan

mere mazdoor is dor ke koh tan

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

mere fauji jawaan jurraton ke nishaan

mere fauji jawaan jurraton ke nishaan

mere ehl e qalam azmaton ki zubaan

mere mehnat kashon ke sunehre badan

mere mehnat kashon ke sunehre badan

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

meri sarhad pe pehra hai eemaan ka

meri sarhad pe pehra hai eemaan ka

mere shehron pe saaya hai Quraan ka

mera aik ek sipaahi hai khaibar shikan

mera aik ek sipaahi hai khaibar shikan

chaand meri zameen, phool mera watan

chaand meri zameen, phool mera watan

mere dehqaan yunhi hal chalaate rahain

mere dehqaan yunhi hal chalaate rahain

meri matti ko sona banaate rahain

geet gaate rahain mere shola dahan

geet gaate rahain mere shola dahan

chaand meri zameen, phool mera watan

chaand meri zameen, phool mera watan

mere kheton ki matti mein la’al e yaman

mere kheton ki matti mein la’al e yaman

chaand meri zameen, phool mera wata

chaand meri zameen,phool mera watan

chaand meri zameen,phool mera watan

Chand Meri Zamen Phol Mera Watan بذریعہ Ustad Amanat Ali Khan - بول اور کور