menu-iconlogo
logo

Honthon Pe Kabh Unke

logo
بول
hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

aaye to sahi aaye to sahi

bar sar e ilzaam hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

hairaan hain lab basta hain

dilgir hain Gunche

hairaan hain lab basta hain

dilgir hain Gunche

Khushbu ki zubaani

Khushbu ki zubaani tera paigham hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

taaron se saja lenge

raah e shahar e tamanna

taaron se saja lenge

raah e shahar e tamanna

maqadur nahin subaho

maqadur nahin subaho chalo shaam hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

kya raah badalane ka

gila ham safaron se

kya raah badalane ka

gila ham safaron se

jis raah se chale

jis raah se chale tere

dar o baam hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

baaqi na rahe saakh

Adaa dasht e junoon ki

baaqi na rahe saakh

Adaa dasht e junoon ki

dil mein agar andesha e

dil mein agar andesha e anjaam hi aaye

hontho pe kabhi unke

mera naam hi aaye

mera naam hi aaye

Honthon Pe Kabh Unke بذریعہ Ustad Amanat Ali Khan - بول اور کور