1 Ghumsum Sa Hai Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai Khamosh Hai
Ye Sama, Han Ye Sama
Kuchh Aur Hai
2 Ho o Chaand Chhupa Baadal Mein
Sharma Ke Meri Jana
Seene Se Lag Jaa Tu
Balkhake Meri Jana
3 Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam
4 Tu hi toh jannat meri
Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukoon
Tu hi aakhion ki thandak
tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein
bas itna hi jaanu
5 Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
6 Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaav hai kabhi
kabhi hai dhoop zidnagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai sama, kal ho na ho
7 Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaav hai kabhi
kabhi hai dhoop zidnagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai sama, kal ho na ho
8 Tum paas aaye, yoon muskaraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye, yoon muskaraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haye, kuchh kuchh hota hai
Kya karoon haye, kuchh kuchh hota hai
1 Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan
Hoon Yahaan Hoon, Yahaan
Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan
Hoon Yahaan Hoon, Yahaan
2 Tum Chupa Na Sakogi,Main Woh Raz Hoon
Tum Bhula Na Sakogi,Woh Andaaz Hoon
Gunjtaa Hoon Jo Dil
Mein To Hairaan Ho Kyon
Main Tumhare Hi Dil Ki To Aawaz Hoon
3 Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan
Hoon Yahaan Hoon, Yahaan
4 Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan
Main Yahaan Hoon, Yahaan
Hoon Yahaan Hoon, Yahaan
4 Humko humise chura lo
dil mein kahin tum chhupa lo
Humko humise chura lo
dil mein kahin tum chhupa lo
5 Hum akele kho naa jaaye
door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Paas aao gale se lagaa lo
6 Hm Kiska Hai Ye Tumko...
Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To
Ek Baar Main Hoon Na
7 Khaamosh Kyun Ho
Jo Bhi Kahna Hai Kaho
Dil Chahe Jitna Pyar Utna Maang Lo
Ho Tumko Milega
Utna Pyar Main Hoon Na Aa
8 Kiska Hai Ye Tumko
Intezar Main Hoon Na
Dekh Lo Idhar To
Ek Baar Main Hoon Na