Wehmo gumaan se dur dur
Yakeen ki hadd ke paas paas
Dil ko bharam ye ho gaya
Unnko humse pyaar hai
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue
Yeh gila hai, aapki nigahon se
Phool bhi ho, darmiyaan to, faasle hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue
Meri saanson mein basi khushboo teri
Yeh tere pyaar ki hai jaadugari
Haa haaa haaaaa
Teri aawaz hai hawaaon mein
Pyar ka rang hai phizaaon mein
Dhadkanon mein tere geet hain mile hue
Kya kahun ke sharm se hain lub sile hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Phool bhi ho darmiyaan to faasle hue
Are jaane, kaise, kab kahan,
Iqraar ho gayaaa
Hummm, sochte hi reh gaye,
Aur, pyaar ho gayaa.aa
Ho jaane, kaise, kab kahan,
Iqraar ho gayaaa
Hummm, sochte hi reh gaye,
Aur, pyaar ho gayaa.aa
Gulshan baniii, galiyan sabhiii
Phool ban gayee, kaliyan sabhiI
Gulshan baniii, galiyan sabhiii
Phool ban gayee, kaliyan sabhiI
Lagta hai, mera sehra,
Tayyar ho gayaaa
Hummm, sochte hi reh gaye,
Aur, pyaar ho gayaa.aa
Mera dillll, kehta haiii
Tu, dil meinnnn, rehta hai
Meri bhi, dil ki, kali khil gayi haiiiI
Teri tu jaane re,
Maane na maane re
Mujhko, meri, manzil mil gayiiiI
Tu mil gayaaaa
Tu mil gaya, mujhko piya
Sab kehte hain maine, tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune, mera dil le liya
Pardesiyaaaa
Pardesiya yeh sach hai piya
Sab kehte hain maine, tujhko dil de diya
Main kehti hoon tune, mera dil le liyaaa
Tujhe thaame, kayi, haathon se
Miloonga madh.bhari raaton se
Tujhe thaame, kayi, haathon se
Miloonga madh.bhari raaton se
Jagaa.ke, ansooni si, dhad.kannn
Balam.wa, bhar doongiI, tera mann
Nayi adaa se sataayegi
Nayi adaa se sataayegi
Tabhi to chanchal, hai tere naina
Dekho na
Dekho na
Tere mere milan ki yeh raina
Naya koi gul khilaayegi
Naya koi gul khilaayegi
Tabhi to chanchal, hai tere naina
Dekho na, dekho na
Tere mere milan ki yeh raina