Hum Sab To Rangmanch Ki
Kathputliyan Hain…Jinki door
Upper wale ki ungaliyo
main bandhi hai
Kab, kaun, kaise uthega yeh koi
Nahi batla sakta hai
Babumoshai zindagi badi
Honi chahiye lambi nahi
Zindagi ka safar
hai ye kaisa safar
Koi samjha nahi,
koi jana nahi
Zindagi ka safar
hai ye kaisa safar
Koi samjha nahi,
koi jana nahi
Hai yeh kaisi dagar
chalte hain sab magar
Koi samjha nahi,
koi jana nahin
Zindagi ko bohat
Pyaar humne diya..
Maut se bhi mohabbat
Nibhaayenge hum
Rote rote zamane me aaye magar
Hanste hanste zamane se
Jaayenge hum
Jaayenge par kidhar
hai kise yeh khabar
Koi samjha nahi,
koi jana nahin
Akele hain,chale aao,jahan ho
Akele hain,chale aao,jahan ho
Kahan awaz de tumko, kahan ho
Akele hain, chaley aao, jahan ho
Tumein hum dhundhte hain,
Hamein dil dhundhta hai
Tumein hum dhundhte hain
Hamein dil dhudhta hai
Na ab manzil hai koi,
Na koi raasta hai
Akele hain,chale aao,jahan ho
Kahan awaz de tumko kahan ho…
Akele hain..
Zuban pe dard Bhari
Daastan chali aai
Zuban pe dard Bhari
Daastan chali aai
Bahaar aane se pahale
Khhizaan chali aai
Zuban pe dard bhari
Daastan chali aai
Khushi ki chaah me maine
Uthaaye ranj bade
Khushi ki chaah me maine
Uthaaye ranj bade
Meraa nasib ki mere
Kadam jahaan bhi pade
Ye badanasibi meri bhi
Wahaan chali aai
Zuban pe dard
Bhari daastan chali aai